Kathin Dagar
kathin dagar h maloom h tujhko
bada jigar h maloom h mujhko
socha nhi tha ki sang bhi h koi
pata chala ki tum sang ho hi
lamba h rasta maloom h tujhko
samay bhi nahi h maloom h mujko
dar bhi nahi h na umeed khoi
AAo badhe ab tum sang ho hi
taqat h kitni maloom h tujhko
himat bahut h maloom h mujhko
badhe chalenge chae kuch bhi hoye
manjil milegi jab tum sang ho hi.
Comments
Post a Comment