Wohi aankhein
wohi aansoo
aur wahi gam hai
har ghadi har roz
yehi sab to tha pahle bhi
nayi tareekhon ke aane se
bhala kaun laut aaya hai
ab bhi ham tanha hai
aur yehi halat thi pahle bhi
Comments
Post a Comment