yun to tumhari aankhein
mashoor hai pure shahar me
lekin mene apni kitaab me
sab kuch sachha kaha hai
tum janti ho na mere bare me
ki mene aaj talak jo kaha hai
wo sab un nigahon ka likha hai
un nigahon ka kaha hai
Comments
Post a Comment